![]() |
>> ...woh b keya loug hain...<<
abh ye sochon to bhanwar zehan mey par jaty hain kesay chahry hey jo milty hay bichar jaty hain keyun teray darad ko dein tumhat e viraaniye dil zalazalon mey to bhary shehar ujar jaty hain mousam e zard mey ek dil ko bachon kesay aesi rut mey tu ghany pair bhi jhar jaty hain abh koi keya meray qadmon k nishan dhonday ga taiz andhi mey tu khaimay bhi ukhar jaty hain shughl e arabab e hunar pochty keya ho k ye loug ptharon mey bhi kabhi ainay jarr jaty hain soch ka aina dhundhla ho tu phir waqt k sath chaand chehron k khdo khaal bigar jaty hain shidat e gham mey bi zinda hon to herat kesi kachy deye tund hawaon may b lar jaty hain woh bhi keya loug hey muhshin jo wafa ki khatir khud tarashida asoloon par bhi arr jaty hain !! |
Re: >> ...woh b keya loug hain...<<
v nice mahum sis
|
Re: >> ...woh b keya loug hain...<<
thnx kaninat sisooo :blush-anim-cl:
|
Re: >> ...woh b keya loug hain...<<
buhaat unda bhi
|
Re: >> ...woh b keya loug hain...<<
tentu ayaaz G :s1:
|
All times are GMT +5. The time now is 06:00 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.