![]() |
Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
Aslamo alikom MF.. kese hain sab, Umid karti hun k Allah k fazal se sab bilkol kheriat se hun gai aur Inshallah Allah k Hukam se sab ka Ramzan b acah jaa raha ho ga.. Aaaj k din norway mein 17 rooza hai aur i knew k Pakistan mein soba hai lakin jo main shair karna cahti hun wo ya hai k aaj k din (17 ramzan) ko Hazrat Aisha Sadiqa (ra) ki wisalat ka din hai (wafat ka din). Aur sath mein Islam ki jo pehli jang hui thi wo b 17 Ramzan ko hui thi, jiss mein musalmano ne fath pai(jang-e-badar). Tu iss lye plz iftari se pehle thorda sa time nikal kar Darod Sharid pard kar Hazrar Aisha Sadiqa (ra) aur jo shahid hue un ko Salhe Swab ponchen. Duaon mein Yaad rakhye ga JazkAllah Khair.. |
Re: Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
JazakAllah for this sharing..
|
Re: Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
JazakALLAH
|
Re: Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
Quote:
|
Re: Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
Quote:
Thanks Shayan ji.. |
Re: Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
jazakALLAH very nice sharing sis
|
Re: Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
Quote:
|
Re: Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
JazakAllah Khair.....................
|
Re: Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
jazakallah
v nice sharing |
Re: Wisalat.. Hazrat Aisha Sadiqa (r.a)
Jazak allah
|
All times are GMT +5. The time now is 04:05 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.