![]() |
Aankhon se kaho pyar ka andaaz na badlain
Aankhon se kaho pyar ka andaaz na badlain
Saansun se kaho dard ka ye saaz na badlain Ayega kabhi pyaar ka mousam bhi kisi roz Dharkan se kaho rooh ka humraaz na badlain Yun sochna aur jaagna qismat main hai din raat Yaadon se kaho pyar ki parwaaz na badlain Milte hain door ja ke dariya ke do kinaare Chahat se kaho safar ka andaaz na badlain Suntey hain her aahat me uss k aaney ki awaaz Paun se kaho chalney ka andaaz na badlain. |
Re: Aankhon se kaho pyar ka andaaz na badlain
Nyce !!
|
Re: Aankhon se kaho pyar ka andaaz na badlain
Zaberdast Bro :)
|
Re: Aankhon se kaho pyar ka andaaz na badlain
Thanks a lot GhunChan & Shayan Bro:)
|
Re: Aankhon se kaho pyar ka andaaz na badlain
beautiful .....
|
All times are GMT +5. The time now is 01:50 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.