![]() |
Kiya hai tum ne hum se Ek waada yaad rakhna
Kiya hai tum ne hum se Ek waada yaad rakhna
Bhool na jaana kahin apna irada yaad rakhna Ab na hamain rulana tum , ab na door jaana tum Pehle hi seh chuke hain dukh itne ziyada yaad rakhna Dil to na dukhao ge mujhay choor to na jao ge Dil main hi base ho tum ab isse abaad rakhna Tum jo choor jao ge hum to mar hi jayen ge Tumhare dam se zindagi hai sirf itna yaad rakhna Chahaton ki duniya main roshni tumhi se hai Dil toor kar hamain choor kar kahin na jaana yaad rakhna |
Re: Kiya hai tum ne hum se Ek waada yaad rakhna
Great ...
|
Re: Kiya hai tum ne hum se Ek waada yaad rakhna
Zaberdast :)
|
Re: Kiya hai tum ne hum se Ek waada yaad rakhna
Thanks a lot GhunCha and Shayan Bro:)
|
Re: Kiya hai tum ne hum se Ek waada yaad rakhna
very nice bro....
|
All times are GMT +5. The time now is 03:04 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.