![]() |
pass wo itna tha...
[
Pass wo itna tha jaisay dil aur dharkan Dekhta tu hum dono mein fasla bhi bohat tha Milnay ki tarhan hum mil na paye thay kabhi Mera aur uska rabta bhi bohat tha Itnay arsay mein bhi usay mujh par aitbar na aya Ye sach hai wo mujhay janta bhi bohat tha Wo mil kar bhi na mil saka ye muqadar ki baat hai Meinay duaaon mein usay manga bhi bohat tha Ruswaai k dar say wo rakh na saka muhabbat ka bharam Laikin yeh sach hai k wo mujhay chahta bhi bohat tha CENTER][/center] |
Re: pass wo itna tha...
Nyx...
|
Re: pass wo itna tha...
v nice urooj
|
Re: pass wo itna tha...
v nice
|
Re: pass wo itna tha...
VerY NyCv
|
Re: pass wo itna tha...
Pass wo itna tha jaisay dil aur dharkan Dekhta tu hum dono mein fasla bhi bohat tha very nice poetry urooj |
Re: pass wo itna tha...
really good post fantastic....
|
Re: pass wo itna tha...
umda jee
|
All times are GMT +5. The time now is 04:26 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.