![]() |
mujram tha mohsin lagt atha
Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
Dast-e-katil bhi mujhy dast-e-HinA lgta tha Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy Han wo shaks mohabt ka KHUDA lagta tha kanton bhari shakh nazar aata tha kabi Phool lagta tha kabi baad-e-saba lagta tha Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata Main jisy sare zamany sy bura lgta tha Us ki batein thin ravayat sy hat kar MOHSIN Sub main rehta tha magar sub sy juda lgta tha |
titli jo mujhko mili kitba mai...
Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main Woh apna aks chore gayi mere khuwaab main Ab tak woh mere zehen main uljha sawaal hai Shaamil rahi jo har ghari mere nisaab main Aankhon main neend hai na koi khuwaab door tak Rehte hain hum bhi aaj kal waise azaab main Milta hai gardishon se gale lag ke chaand bhi Aaye the simat ke faasle kitne saraab main Aakhir meri wafa ka mujhe kya sila mila Likha na aik harf bhi us ne jawaab main |
Re: mujram tha mohsin lagt atha
Nyx....
|
Re: mujram tha mohsin lagt atha
Nice !!
|
Re: mujram tha mohsin lagt atha
v nicee
|
Re: mujram tha mohsin lagt atha
nyc.....
|
Re: mujram tha mohsin lagt atha
very nice
|
Re: mujram tha mohsin lagt atha
v.nyce
|
Re: mujram tha mohsin lagt atha
very nice............................:bu:
|
Re: mujram tha mohsin lagt atha
:bu:....
|
All times are GMT +5. The time now is 12:33 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.