![]() |
Dar-e-Kafas se paray jab saba guzarti hai,
http://img40.imageshack.us/img40/527...gthumbnail.jpg Dar-e-Kafas se paray jab saba guzarti hai, Kisse khabar k aseeron pe kiya guzarti hai. Ta'alloqaat kabhi iss qadar na tootay thay, K teri yaad bhi Dil se khafa guzarti hai. Woh ab milay bhi to milta hai iss tarah, Jaisay bujhay charagh ko chhoo kar hawa guzarti hai. Ye Ahl-e-hijar ki basti hai, ehtiaat se chal, Musibaton ki yahan inteha guzarti hai. No pooch apni Anna ki Baghawatien , Dar-e-kabool se bach kar dua guzarti hai....! |
Re: Dar-e-Kafas se paray jab saba guzarti hai,
Nyx...
|
Re: Dar-e-Kafas se paray jab saba guzarti hai,
thanksss
|
All times are GMT +5. The time now is 11:19 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.