![]() |
~Khuwab Bikhar Jate Hain~
Zard patton ki tarah khuwaab bikhar jate hain dard lamhay tu meri jaan main utar jate hain main wafaon ki hatheli pe likhi tehreerain parhna chahon tu sabhi harf mukar jate hain dil ko hairat hai ke chup chaap guzarte lamhay kis tarah aankh ki putli main thehar jate hain umar sehra main katay ya gham-e-tanhai main akhrish waqt tu saaray hi guzar jate hain ab tu ye hai ke teri yaad main bheegay manzar chaltay chaltay mere hathon se bikhar jate hain |
zabardasttt
|
Thnx...
|
very nice..
|
Thnx.....
|
Nyce ...!!
|
Thnx...
|
All times are GMT +5. The time now is 03:07 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.