![]() |
Chehraa sabhi ka, dil ka aaina hota hai
Chehraa sabhi ka, dil ka aaina hota hai Bas ek ek raaz iska, padhke batana hota hai... Bahut dair tak chup rehne ka matalab Sar par aasmaan se taare tutna hota hai... Jis pal ho koi zaruri kaam humare saamne Rukte nahi kadam phir bas jaana hota hai.... Mausam badalne ka theek se andaza ho agar Mushkil nahi zindgi ka raasta badalna hota hai... Jala ke ghar apna kar lo chahe kitni raushni Tamashbin banege log aisa zamana hota hai... |
Nyx...
|
ty........
|
All times are GMT +5. The time now is 04:38 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.