![]() |
Qurbat to bari cheez hai aae jaan-e-tamanna
Qurbat to bari cheez hai aae jaan-e-tamanna Iss dil ki tassali ko tera naam buhat hai Kabhi sooraj ki tamanna nahi baaqi Roshni chor gaye dil mein andhera aisa Lo bujh gaya kisi ki tamanna liye hoye Woh dil ke jis pe koun-o-makan ko guroor tha Khilta tha kabhi jis mein tamanna ka shagofa Khirki woh bari dair se weeran pari hai Kis dil mein bo rahe ho tamanna ke bij-o-kham Yeh dukh ki sar-zamin to kale kale gulaab de Tujhe ko chuu loon tu aae jaan tamanna mujhe ko Dair tak apne badan se teri khushboo aaye Woh to kuch tum se mohabbat si ho gaye warna Hum woh khud hain ke apni bhi tamanna na karen Tu usse apni tamannaon ka markaz na bana Chand harjaaye hai har gher mein utar jata hai |
Nyx...
|
ty........
|
| All times are GMT +5. The time now is 11:04 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.