![]() |
Sawal
Sawal
Gardish-E-Ayyam K Phir Janay Say Badal Jatay Hain Saray Rang Koi Apna Nahi Rehta Koi Sapna Nahi Rehta Koi Chahat Nahi Rehti Koi Pehchan Nahi Hoti Bas Ik Insaan Hota Hay Jo Tanha Aap Hota Hay Boht Say Dukh Liye Jholi Mein Bethay Sochtay Rehtay Hain Rishtoon K Yeh Pakkay Rang Jinhein Hum Maan Detay Hain Bohat Sa Pyar Detay Hain Faqt Bas Aik Lamhay Mein Yeh Yun Anjan Bantay Hain K Jesay In Ka Hum Say Koi Rishta Hi Nahi Tha Yeh Bethay Sochtay Hain Hum Sabhi Rishtoon K Rang Kacchay Hain Ya Phir Meri Chahat Hi Kacchi Hai |
wowww heeer jeee nycc one |
nice
|
Bht khoob
|
very Nice
|
Quote:
|
nice heer
|
thx any
|
All times are GMT +5. The time now is 05:54 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.