![]() |
Kaisy kahon pyar ka rishta nibhaya nahi
Kaisy kahon pyar ka rishta nibhaya nahi Jub woh samjha nahi maine btaya nahi Khamosh tha main dar tha anjaana sa Woh sunta kaisy jub maine sunaya nahi Meri khushi mein thi khushi maloom hai Woh roya kyon jub maine rulaya nahi Thartharati zuban sy kuch batana tha usy Woh magan tha maine kuch bataya nahi Kaha tha us ny ,mumkin nahi samjho to Or ..... tha kih khud ko samjha paya nahi |
Nyx
|
Nice
|
All times are GMT +5. The time now is 09:20 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.