![]() |
|parakhna mat|
parakhna mat parakhne mein koi apna nahi rehta kisi bhi aaine mein der tak chehra nahi rehta hazaron shair mere so gaye kaghaz ki qabron mein ajab maan hun koi baccha mera zinda nahi rehta bare logon se milne mein hamesha faasla rakhna jahan dariya samamdar se mila dariya nahi rehta tumhara sheher tau bilkul naye andaaz wala hai hamare sheher mein bhi ab koi hamsa nahi rehta koi baadal naye mausam ka phir elaan karta hai khizaan k baagh mein jab ek bhi patta nahi rehta mohobbat ek khushbu hai hamesha saath rehti hai koi insaan tanhai mein bhi tanha nahi rehta |
nice
|
nyce sharing
|
Nyx....
|
Re: |parakhna mat|
v nice
|
Re: |parakhna mat|
nice sharing..
|
Re: |parakhna mat|
nyc t4s
|
Re: |parakhna mat|
:zabardast:
|
Re: |parakhna mat|
nice sharing tnx
|
Re: |parakhna mat|
nice sharing tnx..
|
All times are GMT +5. The time now is 12:22 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.