![]() |
|safar tanha nahi karty|
Safar tanha nahi kartey suno aysa nahi kartey Jissay shaffaaf rakhna ho ussey maila nahi kartey Teri aankhain ijazat dain to hum kiya kiya nahi kartey Buhat ujrey huway ghar per bohat socha nahi kartey Safar jis ka muqqadar hoo usey roka nahi kartey Jo milkar khud se kho jaey usey ruswa nahi kartey Chalo tum raaz ho apna tumheyn afshan nahi kartey Ye ounchey paer kesey hain kahin saya nahi kartey Jo dhun ho kar guzarney ki to phir socha nahi katey Kabhi hansney se dartey hain kabhi roya nahi kartey Teri ankon ko parhtey hain tujhey daikha nahi kartey Sahar se pooch lo Mohsin keh Hum soya nahi kartey |
Nyx....
|
Re: |safar tanha nahi karty|
v nice
|
Re: |safar tanha nahi karty|
nice sharing.
|
Re: |safar tanha nahi karty|
nyc t4s
|
Re: |safar tanha nahi karty|
:zabardast:
|
Re: |safar tanha nahi karty|
nice sharing tnx
|
Re: |safar tanha nahi karty|
nice sharing tnx..
|
Re: |safar tanha nahi karty|
Great.............
|
Re: |safar tanha nahi karty|
umda sharing.
|
All times are GMT +5. The time now is 01:05 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.