![]() |
~Tu Muhabbton Ka Pata Chale Ga~
http://img198.imageshack.us/img198/5302/heartflower.gif Hadood e jaan say guzar howa, to muhabbaton ka pata chalay ga muhabbaton ki nazar howa, to muhabbaton ka pata chalay ga wafa ka poda shajar howa, to muhabbaton ka pata chalay ga naseeb us ka samar howa, to muhabbaton ka pata chalay ga abhi to phirtay ho doston main, aziz koi juda nahin hai koi idher say udher howa, to muhabbaton ka pata chalay ga ye Khushnaseebi hai shehar bhar main, tumhara dushman nahin hai koi kahbi kisi ka joor howa, to muhabbaton ka pata chalay ga ye fasla sa abhi talak, jo hamaray dono k darmiyan hai ye fasla mukhtasir howa, to muhabbaton ka pata chalay ga muhabbaton main to pathar ko bhi, moom howay suna hai laikin tumharay dil pay asar howa, to muhabbaton ka pata chalay ga jo jis ki khatir zamanay bhar ko, bana rahay ho tum apna dushman wohi agar na apna howa, to muhabbaton ka pata chalay ga |
Zabardast !!!!
|
Shukriya :1-announce1:
|
woowww dude so cute
|
Thnx:smile_no0032:ThnxThnx
|
nyce
|
Thnx
|
achi hai
|
Thnx
|
nyx
|
All times are GMT +5. The time now is 12:17 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.