![]() |
~Juda Ho Gaya~
http://img190.imageshack.us/img190/5...iders3pink.gif Main yeh soch kar us ke dar se uthaa tha Voh rok le gi mujh ko, mana le gi mujh ko Hawaaon mein lehraata aata tha daaman Ke daaman pakad kar bithaa le gi mujh ko Qadm is aandaaz se uth rahe the Ke aawaaz de kar bulaa le gi mujh ko. Magar us ne roka na mujh ko manaya Na daaman hi pakda na mujh ko bithaaya Na aawaaz hi di na mujh ko bulaaya Main aahista-aahista badta hi aaya Yahan tak ke us se juda ho gaya ... |
nyce bro
|
nyce
|
:star:
|
nyc shayan
|
Thnx Fajjan
|
Fankoo !
|
Sonya :bhug:
|
thnx for sharing
|
Re: ~Juda Ho Gaya~
tnx.........
|
All times are GMT +5. The time now is 04:34 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.