![]() |
Ye Chor jane ke liye nahi qareeb ane ke liye karta ha
Bhol ha un ki is liye hi tu bhol jane ki baat karta ha Saza ke hakdaar hum hain khata ki ha theek karta ha Ek ada samjhe is alvida kehne ke lihaz ko hazor mere Ye Chor jane ke liye nahi qareeb ane ke liye karta ha Hoti ho gi jalan khuda ko bi tere chahne ke tarike se Bata use teri muhabbat dosron par kitna asar karti ha Muhabbat ka naam kaise paya jab intezar hi na tha Wo tere khawb mein na aaye par tera intezar karta ha Jala de Kitaab-e-zindagi k safe mein se naam mera Naam hi jalata ha mera itna tu mera ehteram karta ha Na bi mile Ijazat un se guft-a-go karne ki humin par Jab zarorat pade hamari wo khud hi shuraat karta ha Kehne par kya kare ga tu jee kar so(100) saal tak ? Jab is bat par hi tuje zaher pilane ki wo baat karta ha |
very nice..
|
nyc
|
Quote:
|
:040=:
Quote:
|
nyc
|
:gupshup:
Quote:
|
thnx for sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 04:08 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.