![]() |
|~*~guzar gaye furqat~*~|
Guzar gaye furqat kii shab aur isko guzar hi jana tha Dur hamse rehna tha usko jane ka to ek bahana tha, Raste taktey taktey akhiir hijr ki shab bit gaye vo sab band kitabo mein ,tha jo bhi usey sunana tha, Uske hote zindagi mein ronak lagti thi garmi ka jalta mausam bhi hame lagta suhana tha, beet gaye ghariyo mein ab khushiyon kaa apni kaisa pyaar bhara rangeen zareen vo zamana tha.. |
nice
|
TY
|
hmm goood
|
nyce
|
All times are GMT +5. The time now is 12:16 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.