![]() |
Kash kabhi aisa ho..
kash kabhi aisa ho.. Mein duaa kay baad ankhein kholoon aur tumhara chehra meray hathoon per jhuka ho.. |
haath uthay to tera naam reh gaya lub per baa khuda aur mujhe koi dua yaad nahee |
nice
|
Teray Ikhteyar main kia nahi mujhe is tarah say nawaz dai Yeun duwaian meri qubool hoon meray lub pay koi dua na ho |
Dua to janay kaun si thi Zehan main nahi... Bus itna yaad hai kay Do hathailiyan mili howin thin Jin main aik meri thi Aur aik teri... |
Tu to sarmayae hasti hai tera zikr hi kia... Hum to dushmano ko bhi jeenay ki Dua detay hain!!! |
v nice:star:
|
nice....
|
nyce bro
|
thanx thanx
|
All times are GMT +5. The time now is 11:49 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.