![]() |
Yeh ishq-o-mohabbat kuch bhi nahi
yeh ishq-o-mohabbat kuch bhi nahi sab rog hai dil o jaan ka kisi nay paa liya kisi na khodiya azal say hai faisla aasman ka humsafar kuch pal saath chalay phir raastay mai bhatak gayay koi mil gaya koi bichar gaya yeh naam hai bas imtahan ka yeh ghazal yeh shair-o-shayari kuch bhi nahi agar too samjh sakay too....................... isay ghor say parh zara to bhi yeh mamla hai tarz-e-bayan ka yeh soch k khush hoja ab manzil door nahi rahi osay aaj bhi intizar hai bas teray laboo ki haa ka meri zindagi band kitaab hai isay khool k mat parh iss shair mai mainay likh diya apni dokh bhari daastan ka yeh dostii ojarr day gi tujhay mat chal is kathin rah mai woh agar kahay bhi to mat karna aetabaar os ki ha ka .................. |
:cheer: v gud hafsa
|
thanx alia sis:hbbh:
|
SAhi Hai Jiii
|
thanx
|
v nyc
|
thanx sis
|
nyc
aaj phir chupa liya tere bewafayi ko aapne daman me.... aaj phir laga ilzam mujh par tera dil todne ka..... |
zbdrdast
|
tthanx life2 sis
thanx hussain |
All times are GMT +5. The time now is 11:03 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.