![]() |
phir yhe faraq kyo?
If anyone fell ill,
he used to visit him irrespective of whether the person was rich or poor. he used to attend the funeral of anyone who passed away.... .......... Hum kehtey hena key Muhammad(sww) key nakshe qadam par chalna chahie.. Aur hum yhei dua kartey hai key humey Allah(swt) tofeeq de.. Who tofeeq to deta hai lekin humey jo chances Allah(swt) deta hai hum onko pagartey nahi hai.. Iss hadith mein yhe hume sikne ko milta hai key, insaan ghareeb ho yha amiiir, insaan insaan hota hai.. Aur Muhammad(sww) ney kabhi faraq nahi kia tha, sub ko barabar samjha.. lekin aaj kal yhe hota hai key.. Humne kissi key funeral par nahi jana, cause humari onse dushmani hai,,, Yhe sahi nahi hai.. Humey pyaar aur muhabbat se rehna chahie.. .. ALLAH(swt) hum sub ko sidhey rastey par chalne ki tofeeq de.. AMIN |
Yeh sab kuch jaante huwe bhi, dobara parh kar khushi huwi
Shukriya sis |
jazak allah khaira..... |
Thanks for the comments.. Umair brother and Ssila.. :)..
Lekin sister insaan ko amal mein lana chahie.. Abh Quran-e-pak ka example deti hoon.. Hum kitni martaba parthey hai.. Koi amal karta hai ??? |
JazakAllah..
|
Re: phir yhe faraq kyo?
JazaKaLLah...
|
Re: phir yhe faraq kyo?
jazakallah khair........................
|
Re: phir yhe faraq kyo?
Jazak Allah Khair.......
|
Re: phir yhe faraq kyo?
JazakALLAH Khair........
|
Re: phir yhe faraq kyo?
Jazak allah Jazak Allah Thanks fOr Shar!ng |
All times are GMT +5. The time now is 11:46 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.