![]() |
~*guzre Lamhon*~
Guzre lamhoon ki uljhi huy dour k us taraf khawab mere jahan mati main the Barshon ne wahan ghaas itni uga de Koy rehnama se ilamat, Nishani kuch bacha hi naheen Kuch bacha hi naheen k kisi yaad ki koy uljhi huy gahira kholty! Woh sara dhundhty! Aik bheidoon bhara aur Zamanoon pe phela huwa Woh sara dhundhty! Jo kaheen khawab aur us ki Thabir k darmiyan kho gaya! Ho chuki hain bohot hijar ki barshen Din bohot ja chuke! khawab mere jahan dafan mati main hain Ab wahan har taraf ghaas hi ghaas hay Aur is ghaas main sarsarata huwa Saanp sa aik dar hay, kaheen yeh na ho! Dhundty dhundty woh sara mil bhi jaye! Woh gahira khul bhi jaye! To lamhon ki uljhi huy dour k us taraf Kuch na ho......!!! |
Re: ~*guzre Lamhon*~
Nice...
|
Re: ~*guzre Lamhon*~
v nice
|
Re: ~*guzre Lamhon*~
nice
thx for shairing |
Re: ~*guzre Lamhon*~
v nice...
|
Re: ~*guzre Lamhon*~
very nice..................................:Brilliant:
|
All times are GMT +5. The time now is 07:48 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.