![]() |
~~*"parveen shakir"*~~
dhanak dhanak meri poro.n ke khaab kar daiga
wo lams mere badan ko gulaab kar daiga qabaae.n jism ke har taar se guzarta hua kiran ka piyaar mujhay aaftaab kar daiga main such kahungi magar phir bhi haar jaungi wo jhoot bolega aur lajawaab kar daiga ana parst hai itna ke baat se pehle wo uth ke band meri har kitaab kar daiga usi tarhan se agar chahta raha paiham sukhan war mai mujhay intekhaab kar daiga meri tarhan se koi hai jo zindagi apni tumhari yaad ke naam intesaab kar daiga |
V.Nyc
|
very nice..keep it up !!!
|
thanks shayan
thanks ruby sis |
nice one |
thanks
|
nice
|
thanks
|
Nyc
|
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 02:39 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.