![]() |
Shikwa nai koi zindagi se
Haqiqat jaan lo bichad jane se pahle Meri sun lo apni sunane se pahle Ye soch lena bholane se pahle Bahut royi hain ye aankhin muskurane se pahle Bina chod khaye ahsas nai hota Har koi dunia mein khas nai hota Magar jis ki aarzo dil se ho jati ha Wo hi shakhs hamare paas nai hota Shikwa nai koi zindagi se Magar ek shikayt khuda se zaruor ha Jazbaat kyun diye tu ne hamin Jab dunia mein pyaar karna qasoor ha pyase ko ek qatra pani kafi ha ishq mein char pal ki zindagi kafi ha dubne ko samandar mein jaye kyun un ki palkon se tapka wo pani hi kafi ha Dhere dhere door hote gaye Waqat ke age majbor hote gaye Ishq mein ham ne aisi chod khai ke hum bywafa our wo byqasor hote gaye Un ke chehre pe is qadar noor ha ki un ki yaad me rona bi manzoor ha bewafa bhi kehnahi sakte unko pyar tu hum ne kiya ha wo tu byqasor ha Apne hise ki zindagi tu hum ji chuke Ab tu bas dharkanon ka lihaz karte hain Kya kahe dunia walon ko jo Akhari sans par bi aitraz karte hain |
V.Nyc
|
good Sir
|
All times are GMT +5. The time now is 11:44 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.