![]() |
mai khud say rothi hoyi larki
mai khud say rothi hoyi larki kisi baat pay mujhay khul k hasna nahi aata kisi napasand baat par mujhay khol kar rona nahi aata mai apni jhooti ana k haasar mai qayd ho har koi mujh say roth jata hai logo k hojoom mai khud ko tanha paati ho bohat saaray khowab bohat say jugno meri weeran ankho mai halkoray laytay hai mai khud say rothi hoyi ek larki tammam umer dosray k asaray par apni palkhay bichayay rehti ho mai har pal aas ka daman thamay rehti ho mai raato ko apni kismat k taray gina karti ho mai har pal khud say rothi rehti ho mai khud say rothi hoyi larki |
wesay yay khud likhi he rhyming may maza nahi ayaa par nice
|
Nycc
|
Nice one..
|
nahi yeh mainay nahi likhi mainay kahi par hi thi to mujhay achi lagi
Quote:
|
thanx ruby sis
Quote:
|
thanx...
Quote:
|
Bismill
! Wahh ... Khoob Andaz-e-Bayaan hai .... Male Hazraat k liye Aisee Poetry kyun nahi Banti .... i mean Males k liye Jail hee kyun :(
|
All times are GMT +5. The time now is 11:36 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.