![]() |
wo koi aur na they chand Khushk patte they
wo koi aur na they chand Khushk patte they shajar se toot ke jo fasl-e-gul per roye they abhi abhi tumhein socha to kuch na yaad ayaa abhi abhi to ham aik-doosrey sey bicharey they tumhary baad chaman par jab aik nazar Dali kali kali main Khizaan ke chiraagh jalate they tamaam umer wafaa key gunaahgar rahey ye aur baat key ham aadami to achchey they shab-e-Khamosh ko tanhai ney zaban dey di pahar gunjtey they dasht san sanatey they wo aik baar marey jin ko thaa hayaat sey piyaar jo zindagi sey guraizaan they roz maratey they naye Khayaal ab aatey hain dhal ke zahan main hamarey dil main kabhi khait lah_lahate they ye iratiqa kaa chalan hai ki har zamane main puraaney log naye aadami sey daratey they 'Nadeem' jo bhii mulaqat thi adhoori thi kai aik cheharey key peecheye hazaar cheharey theya __________________ |
very nice..
|
thnx Ziddi |
Buhat KhobSorat
|
thnx G |
zaberdawst dear lovly style
|
thnx dellawr |
Malik Bhai TusSi GreaT ho :salute: Good One !!
|
thnx bro |
:good:nice poetry
|
All times are GMT +5. The time now is 06:06 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.