![]() |
| rab py chor dete hain|
Bay sada lafzon main Wajh-e-zindagi keh kai Wasl ki zaroorat per Phir sai zor detay hain Aaj aisa kertay hain Zikr wohi kertay hain Naam aur detay hain Zabt k kinaaron sai Dard aan lipta hai Toottay kinaaray ab Dard aur detay hain Aaj aisa kertay hain Dard say ulajhtay hain Zabt chor detay hein Taar taar daaman ko Khaar khaar raahon main Ranjishain bhula kay ham Aa kai jor detay hain Aaj aisa kertay hain Khud nahi palattay hain Raah mor detay hain Sabz sabz mousam main Laal laal aankhon kai Khwaab ki ragon se hum Khoon nichor detay hain Aaj aisa kertay hain Ye bhi kar guzartay hain Khwaab tor detay hain Aa k abb duaaon ko Maatami ridaaon main Phir se kar k alwidaa Mauqa aur detay hain Aaj aisa kertay hain Darya main utartay hain Rab pe chor detay hain........... |
very nice..
|
nice
|
Ty hfza
|
t RUBY
|
bahut khoob
|
ty
|
All times are GMT +5. The time now is 12:14 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.