![]() |
buhat yaad aata ha wo guzra zamana
Buhat yaad ata ha wo guzra zamana wo rangin shamin sama wo suhana wo bahon mein baahin nadi ka kinara wo rangin mausam wo mahakta nazara buhat yaad aata ha wo guzra zamana wo zulfon ka udna hawaon me aise udna ghataon ka sawan e jaise gazab dha raha tha us par tera muskurana buhat yaad aata ha wo guzra zamana meri zindagi ko saja dene wale mere dil se gham ko mita dene wale saja do phir se mera aashiyana buhat yaad aata ha wo guzra zamana wo rangin shame sama wo suhana |
meri zindagi ko saja dene wale
mere dil se gham ko mita dene wale saja do phir se mera aashiyana buhat yaad aata ha wo guzra zamana wo rangin shame sama wo suhana very nice.. |
wah superrrrrr sharing bro
keep it up E Khuda Aaj Ye Faisla Karde, Use Mera ya Mujhe Uska Karde. Bahut Dukh Sahe He Maine, Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde. Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna, Judai Ke Safar Ko Kum Karde. Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse, Use Utna Kareeb Karde. Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam, To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde. :) |
Quote:
|
buhat hi umdaa zain thaks
|
thanks Maham
|
Be Had Khobsorat
|
All times are GMT +5. The time now is 05:28 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.