![]() |
` shaam ke baad ( farhat abbas shah ) `
ankh ban jati hia sawan ki ghata sham ke baad loat jata hia ager koi khafa sham ke baad woh jo tal jati rahi sir se bala sham ke baad koi to tha jo deta tha dua sham ke baad ahhey bherti hia shab-e-hijir yatimoo ki terhan sard hojati hia her roz hawa sham ke baad . sham se pehley lakh sulaey rakhiey jag uthti hia mohobat ki ana sham ke baad , sham tak qaid raha kertey hia dil ke under dard ho jatey hia sarey hi riha sham ke baad, khuab toot ker lipat jatey hia band ankho se janey kis jurum ki hia kis ko saza sham ke baad, chand jaab roo ke sitaroo se galey milta hia aek ajib rang ki hoti hia fiza sham ke baad, main ager khush bhi rahoon phir bhi mere siney main soogawari to roti hia sada sham ke baad , tum gaey to siyah rang ke kaprey pehney phir ti rehti hia mere gher main qaza sham ke baad , main ne tanhai se poucha miloo gi kaab tak us ne foran hi baicheni se kaha sham ke baad loat ati hia meri shab ki ibadat khali janey kis arsh per rehta hia khuda sham ke baad , ajib muthi main jakrey rakhta hia din mujhey mujhey iss baat ka ahsas howa sham ke baad, koi bhoola howa ghum hia jo musalsal mujh ko dil ke patal se deta hia sada sham ke baad, mar deta hia ujer janey ka dohra ahsas kash koi ho na kisi se juda sham ke baad tu hai suraj tujy kya malom raat ka dukh tu kisi roz mery ghr me utar shaam k baad.. |
sooper.
|
:Brilliant:
|
bht alla
|
thx life
|
thx hussain
|
thx princess
|
Re: ` shaam ke baad ( farhat abbas shah ) `
ZabaRdast..
Thanks foR ShaRinG.. |
All times are GMT +5. The time now is 10:12 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.