![]() |
` tum chupky chupky ro lena `
Merey wahm-o- guman se bhi zyada toot jata hai. Ye dil apni hadoon mein reh kar itna toot jata hai. Mein roaoon to daro dewar mujh pey hansney lagtey hain. Hansoon to merey andar janey kya kya toot jata hai. Mein jis lamhey ki khawahish mein safar karta hoon sadyoon sey. Kahin paoon taley aa kar who lamha toot jata hai. Merey khwaboon ki basti sey janazey uthtey jatey hain. Meri aankhein jisey choo lein who sapna toot jata hai. Najaney kitni mudat se hai dil mein ye amal jari Zara si thees lagti hai zara sa toot jata hai Dil e nadan hamari to namo hi na muqamal thi To herat kya jo bantey hi irada toot jata hai Muqadar mein merey sagar shikast o rekhat itni hai Mein jis ko apna keh doon who sitara toot jata hai..... |
nice...
|
outclass
fablus |
Osum
|
zabardast
|
thx safa
|
thx Adhore
|
thx shayan
|
thx cheemo
|
good.
|
All times are GMT +5. The time now is 12:08 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.