![]() |
Muj se pocho na Aanson ka sabab
kis se mehfil ki baat karate ho main to tanhaiyon main rehta houn humsafar koun ha mere gham ka main tu parchaiyon main rehta houn muj ko maloom ha ke gham kya ha muj ko ko maloom ha zindagi keya ha tum zamane ki baat karate ho main to gehrayion main rehta houn meri aawaaz log sunate hain dard ka saaz log sunate hain meri shohrat tu ik dhoka ha main tu ruswaiyon main rehta houn khud ko badbad kar liya main ne gham se aazaad kar liya main ne ab Veerana mera thikana ha apna main tu badbadiyon main rehta houn muj se pocho na Aanson ka sabab jo mere paas hain muqaddar ha keya khushi ha ye keh nai sakta gham ki main Aandhiyon main rehta houn |
Nice..
|
gr8
|
V.Nyc
|
All times are GMT +5. The time now is 04:16 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.