![]() |
taza kalam
Husn thaa shabab thaa, raqs thaa rubaab thaa Magar afsos maiN tu Meh-ve-khuwwab thaa shahar maiN aaj baarish thii aur phisalne ka der bhii Mujhe us se milne jana thaa magar rasta kharab thaa na jane kia us ne mujhe haath maiN thamaa diyaa thaa maiN ne muuthii khol ke dekha tu kaghz ka gulab thaa Us ke gar ke drawing room ka saman buht hi nayaab thaa Dosrii taraf PaayeeN baagh maiN paanii kaa taalaab thaa ab kisi kii tareef karne maiN tujhe kiaa Uzer thaa Waheed is kaam ko karne ka na koi gunaah thaa na sawaab thaa |
Re: taza kalam
Thanks for sharing
|
Re: taza kalam
thanks for U also for read this stuff
|
All times are GMT +5. The time now is 09:36 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.