![]() |
own poetrry by princeshafsa
zinda tha yeh dil par humay pata nahi
thi kia os ki manzil humnay jaana nahi chal paray os rastay par jiska koi aata pata nahi sochtay hai ab lootay kaisayab koi rasta dikhta nahi har kisi par haq jataya nahi jaata har kisi ko apna banaya nahi jaata har waqt muskaraya nahi jaata har khush raha nahi jaata yeh waqt ki kahani bi ajeeb hai kuch waqt bitaya nahi jaata kuch waqt bhulaya nahi jaata ajeeb si kashmokash mai ho mai taptay sehra mai pani ki talash mai ho mai ajeeb si kashmokash mai ho mai itnay gham milnay par bhi khushi ki justojo mai ho mai ajeeb si kashmokash mai ho mai khud apnay aap ko fana karnay k bawajood apni hi talash mai ho mai ajeeb si kashmokash mai ho mai os par yaqeen to bohat hai par bay yaqeeni ki sorat mai ho mai ajeeb si kashmokash mai ho mai |
v nyc sharing sis
|
thanx sis
|
nic
|
nice
|
thanx irfa
|
thanx cheemo
|
zabardast
|
wow zaberdast keep it up
|
thanx to all and inshalalh i will write more poetry and thanx 4 in couraging me
|
All times are GMT +5. The time now is 03:03 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.