![]() |
Khhird ke aayne maiN
Khird ke aayne maiN koii tu raaz hotaa dill pe chout lagtii derd be aawaaz hotaa khoud ko nikaal laate hum bhii ander se apne baa wafa aaj mosam kaa agar andaaz hotaa ham bhii lot aatay phir se ek baar ay dost tujh se milne kaa agar ab koii jawaaz hotaa Koi kyoN kisii ko apne dill maiN utaar letaa agar apna dill hi apnaa charaa saaz hotaa |
All times are GMT +5. The time now is 05:30 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.