![]() |
Nazm
dear freindz ap log bhi kiaa yaad karaiN ge kis sakhi se pala pada he,,,,,aik Nazm pesh e kidmat he.
Nazm MaiN khaab nahiiN dektaa Khwaab toot jaate haiN Haqiqat ki baat kartaa houN Dard ke daamaaN ki baat kartaa houN Ranj ke saamaaN ki baat karta houN Wasl-o-firaaq zindagi ka hissa haiN MaiN apne hisse ki baat karta houN tjh se milne ki baat karta houN PHool aur Kaante,, baag-o-bahaar sahil aur samnder saath saath rehte haiN saath saath chalte haiN MaiN saath jeene ki bat karta houN MaiN saat marne ki baat karta houN MaiN tu sirf bataiN hii kartaa houN Bas KhuwaabouN jaisii |
Re: Nazm ar gazal
Panchii jab shahr badalte haiN tu Dar lagtaa he saaye aagosh maiN palte haiN tu Dar lagtaa he Hawaass-e-dil maiN ab itnii sikat naii he Log jab zehr ugalte haiN Dar lagtaa he tamna ben ke ubharti he sozish mere ander aur armaan machalte haiN tu Dar lagtaa he andhairi raat maiN ab jugnoo nazer nahi aate chaand taare nahiiN nikalte haiN tu Dar lagta he Raaste maiN kahiiN wohi na mill jaaye Waheed shahr kii galiyouN se guzarte haiN tu Dar lagta e. |
All times are GMT +5. The time now is 10:42 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.