![]() |
Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
AS SALAAM O ALAIKUM,
Kisi ke pas gajar ke halwey bananey ki recepie ya trick hie jesay shops per banaya jayata hai? Usually hum gher mei jo banatey hie aus ka color wesa nahi hota jesay shops walo ka hota hie tou secret kia hei ais ka ? wo wesa kesay bana letay hie ? Yeh hie gher ka bana howa gajar ka halwa : http://www.MeraForum.Com/imagehostin...875de29caa.jpg Yeh hie bazaar ka bana howa halwa : http://www.MeraForum.Com/imagehostin...875f6d8b30.jpg Yeh wala kesay banatey hie color me difference hie. Kindly let me know thanks. |
Re: Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
Walaikumsalam
Good bro is time ye halwa yaad karwa diya bro..:P Kal ho saka to main bi banaun gi InshaAllah. Aur bro is main agar pakate time 2 cup milk ke dal diye jain, aur pher achi tarah bonn liya jay to bilkul shop jaisa banta hai kyun k main aksar banaya karti hun |
Re: Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
maiN aap logouN ko apni tarkeeb bata deta houN Bazar ka alwa bi bool jaao ge.
Pakistan gajar.......... 5KG Khalis ghee .............1 KG Condenced milk (sweet wala) ...5 Can Doodh .......................1KG sugar...........................Hasb e taste. ar ju badam pista aur boil eggs as per UR marzii 5 KG moti moti gaajar Kadoo kash ker laiN acha gajar ko degchi maiN daal ker chole pe rakh daiN,,, panii nahiiN dalna,,, jab gajaraiN pani chor daiN pani nikal ke Phaink daiN ,,, gajar abhi kaci he is maiN condenced milk daal daiN( agar chheeni na bhi se karaiN e condenced milk maiN kafii cheeni hoti he ) phir bhi shaed dalni pade....)))) jab khushk ho jae e metrail tu phir iss maiN ghee daal ker bhoon laiN ar e ghee chorr de...Baqi aap log khod samjhdaar haiN Fridge maiN rakh laiN...garm ker ke khaaiN jitna prana hota jay ga taste maiN izafa hota jaye gaa. Note: doodh ka ye he ke zaroorat nai he agar condenced milk kam he t doodh kaa khoya bana laiN,,,paka paka ke alg dood ka khoya banya ja sakta he....halwaii kia karte aiN gajar ko kacha rakhte aiN ar aik dish maiN dal ker s pe khoy a dal dete haiN.....Uff kitn kch likhna padta he.... |
Re: Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
Quote:
KHOYA INGREDIENTS: Water – 1/2 cup Ghee – 1/2 cup Dry milk powder – 2 cups |
Re: Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
ban gaya jee chalo ap do khana b hai :D nice sharing
|
Re: Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
Quote:
|
Re: Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
Quote:
|
Re: Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
Quote:
Thank you bro for sharing. Will try that too. |
Re: Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
Quote:
|
Re: Kisi ke pas gajar ke halwey ki recipe hie?
bazar waly khouya r dodh ke malai mixx krty ess me :)
|
All times are GMT +5. The time now is 07:34 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.