![]() |
tazah kalam
Nazm Koii Pooche bhii tu bataayeN Kiaa Phir Derd aisaa ke cHupaayeN kiaa ek derd-o-alm kii bastii he aur mout JahaaN pe sasti he ek raaj huwaa wehshat nagrii kaa kia haal sunaaoN dehshat gardii kaa Ye buzdil taalbaan basti he saarii dunyaa in pe Hanstii he phool se nihattay bachoN pe ju zulm in darindah sift ne kiaa Ju waar kiaa bhii tu pusht se kiaa Kia tum ne aisa kaam kiaa Buzdalii maiN pedaa naam kiaa Daagh apnaa ab tm ko dikhaayeN kiaa Kal apna damen bhi hum bachaayeN kiaa |
All times are GMT +5. The time now is 10:28 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.