![]() |
KahaaN nahiiN bin badel barsat (Nazm)
maiN tu buht shairi ker chuka houN.............................................. ................,,,,,,,,,,,,,,,,
KahaaN naheeN bin badal bersaat jaari he Woh hamaaraa ziker bhi nahi karte Hamari fikar bhi nahi karte Puraanne daagh bhi nahii dhulte Hamare ghar ke aangan maiN tu ab tak khizaaN ki soghaat jari he Sunaa he tum bahaarouN maiN chaman ko shaad karti ho Hamara dil agar chamn hota tu ham bhi aap se kehte Ke aao jaanaaN hamaiN shaad ker do Magar ham tum se yehi kehte haiN Ke aao ek lafz likh hi do NaheeN !! kaa ke ab ham ko hamari bhi Zaroorat nahii he Tu aao jaanaaN hamaiN berbaad ker do Ke naa neend hamarii he na khuwaab hamaare haiN PreshaaN kyouN ho tum iss shaairii se Ke yehii tu Oqaat hamaari he Kya ham ne tenhaa raat nahii guzaari he Mer hi janaa he ek din chend dino ki baat he chend dino kii mulaqaat saarii he KahaaN naheeN bin badal bersaat jaari he. 2. short poetry Sunaa he!!! peeche mud ke daikhne se!!!! Dill Pathar kaa ho jaataa he!!!!! Suno!!! JahaaN tum ne dill rakhaa thaa!!!!!!!!!!!!!! WahaaN ab Pather kii morat he! Waheed ahmed. |
All times are GMT +5. The time now is 05:52 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.