![]() |
mahrif quran
:khob:nazur nazar ki jama hai jis ko urdu mai manat kaha jata hai
iski haqiqat ye hai k jo sharen kisi shaks pr lazim,wajib nahi tha agar wo zaban se yenazar kr le or manat maan le k mai ye kaam kron to ye nazar ho jati hai jis ka hukam ye hai k iska pura honawajib hai agar chy asal se wajib nahi tha magar isk wajib ho janey k lieye shart to ba tafaq umat hai k wo kaam sharen gunah or na jaiz na ho agar kisi shakas k kaam ki nazar maan li to us pr wo gunah is se lazim nhi ho jata hai balky isk khilaf karna wajib hai albta is pr kafra qasam lazim ho jaey ga or abu hanifa wegera aima fiqa k nazdeek ye b shart hai k wo kaam aisa ho jis ki jins mai koi ibadat maqsuda sharen nimaz,roza,sadqa qurbani wegera hain ------- to agar koi shaks nafli nimaz rozey sadka wegera ki nazar maan le to wo nafil usk zimey wajib ho jati hai iska pora krna isk lazim w wajib hai ayat mazkura se yehi hukam hota hai is mai nazar k eza yani pora karne hukam dia gia hai:salam: |
Re: mahrif quran
Nice one bro per again mistake ki ap nay uffffffffffffff
|
All times are GMT +5. The time now is 07:02 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.