![]() |
Khud fraibi
Khud fraibii ager jurm he jana tu chalo koi saza hi sunane aaye kisi ka tu intizaar kerta houN ye mout bhi kab na jaane aaye ab kisi tarah se tu tasalli ho jaaye ab chalo nafrat hisikhane aaye esii hasrat maiN guzaro zindagii ab kon tere naaz uthaane aaye in charaghouN ko bujha do Waheed taq-e-nisyaaN ke kon serhaane aaye ab ye derd he ke huwaa sail-e-rawaaN aaye koi khuwah dil hi jalaane aaye maiN bhi zindah houN ya naheeN koi mujh ko yaqeen hi dilaane aaye roz tujhe ek nyaa derd uth.taa he waheed roz roz kon tujhe serhaane aaye **************** ham pe aise bhi zamane aaye maangii haqeeqat tu fasane aaye dil khush fehm he na samjhe gaa wo kisi taraH mujhe samjhaane aaye ham ke waqif thay tere fraib se aur shehr maiN kayee anjaane aaye hamaara nam bhi likho sheehdouN maiN ham bhi tu charaagh hi jaalane aaye Ishq tu ham sir-e-aam karaiN ge waheed wo bhi kia cheez ju ander khaane aaye |
Re: Khud fraibi
Very nice
|
All times are GMT +5. The time now is 01:03 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.