![]() |
mosaam badel raha he
1. Khushboo wohii he lekin pairhan badel raha he aarzoo wohi he lekin rang badel rahaa he shabnam gir rahii he gham badel rahaa he mosam badel raha he mosam badel raha he 2. shab-e-firaaq ke bad-e-baraaN se uth.tii he sabaa sair-o-chashm nahii, peham nahii lekin arzoo-e-gull le ke aa jaati he wafaa Khaloos kaa dawa tu kartii he zindagii lekin phir apne hi haal pe martii he zindagii arz-e-kayenat maiN na jaane kia kia chal raha he mosam badel rahaa he mosam badel rahaa he 3. HaiN serd hawaaeN aatish e gul ke naseeb maiN ay kaash tum bhi kabhii plet ke aao dyaar e habiib maiN ek maarkaa sajaa he gulistaan-e-ain-ul-shabeeb maiN charagh jal raha he dil machal raha he mosam badel raha he mosam badel raha he 2.10.213 |
Re: mosaam badel raha he
very nice...
|
Re: mosaam badel raha he
ArsheeN ji..Thanks a lot Khush rahye....
|
All times are GMT +5. The time now is 11:15 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.