![]() |
shehr e raftigaaN
Lot tu aayeN ham phir koy-e-udhaas se shehr-e-rafat.tigaaN ko kiaa herm mil jaye gaa phir tera tere dil zadagaaN ko kiaa phir se jii uthaiN ge Murjhaaye huwe dill terastii huwii aankhaiN Kapkapaate huwe lab Jhilmilaate huwe ashk rezah rezah bikhartii huwi shab kia phir se jii uthaiN ge raig-e-desht maiN uttay sir boseedah perhanii-o- chaalk-e-daamanii-o-ke basher Ab kon hamaiN le ker jaaye manzer-e-dill figaraaN ko Lot tu aayeN ham shehr-e-raftigaaN ko shehr-e-raftigaaN= bachpan ya larkpan jahaaN aap ke dost ya sahaiyaN hahah ju bhi he mera khyal he |
Re: shehr e raftigaaN
Very nice
|
Re: shehr e raftigaaN
thanks a lot jigar jii.....is poetry maiN alfaz ka chunao buht acha huwa he aur mujhe dosre fourm pe kafi saraha gia thaa
|
All times are GMT +5. The time now is 06:50 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.