![]() |
Hawa se khushbu ka koi paygham aya nahi
Hawa se khushbu ka koi paygham aya nahi Diye jalaye magar khush kharam aya nahi Is ka matn tan o jan ka ker raha hai khasar Wo aik khat jo abhi mere naam aya nahi Abhi se chand ki khatar darichay kholna kaya Abhi to sham hai mah tamam aya nahi Kuch aysa tha k wo lahja isi ka wirsa tha Ya oral vigo ko husnay kalam aya nahi Hamaray hath bhi dar khat khatana janatay hain Jo intikhab ho dil ka wo baam aya nahi Dilo k soday main nuqsan ho bhi sakta hai Showr tha to sahi meray kaam aya nahi |
Re: Hawa se khushbu ka koi paygham aya nahi
Very nice
|
Re: Hawa se khushbu ka koi paygham aya nahi
Buhaat umda
|
Re: Hawa se khushbu ka koi paygham aya nahi
Very nice
|
Re: Hawa se khushbu ka koi paygham aya nahi
Pasnd krne ka shukriya . .
|
Re: Hawa se khushbu ka koi paygham aya nahi
Nice ...
|
Re: Hawa se khushbu ka koi paygham aya nahi
nice .
|
All times are GMT +5. The time now is 04:05 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.