![]() |
Maloomat e Pakistan
MALOOMAT E PAKISTAN ki information dy rahi hun umeed hai ap sab ko pasand ay gi.. . . Q:- Jecob Abad Sindh Ka Purana Name Kia Tha? Ans:- Khan Gharh. Q:- Jhangir Abad Kis Shehir Ka Purana Name Hy? Ans:- Shekhopura(punjab). Q:- Pakistan Kay Konsay 2 Shehir Darwazon Kay Shehir Kehlaty Hein? Ans:- Lahore Aur Multan. Q:- Pakistan Mein Sab Se Pehlay Marshal Law Kab Laga? Ans:- 1958 Mein. Q:- Abadi Kay Lehaz Se Pakistan Ka Sab Se Bara Sooba Konsa Hy? Ans:- Punjab. Q:- Abadi Kay Lehaz Se Pakistan Ka Sab Se Chota Sooba Konsa Hy? Ans:- Balochistan. Q:- Sooba Sindh Kay Izlah Kaitnay Hein? Ans:- Sooba Sindh Kay Kul Izlah Ki Tadad 21 Hy. Q:- 23 March Ki Kaya Aehmiyat Hy? Ans:- 23 March Qrardad Pakistan ki Manzori Ka Din Hy. Q:- Yaom.e.difah Kis Tareekh Ko Manaya Jata Hy? Ans:- 6 September. Q:- Mashour Qissa Khwani Bzar Kis Shehir Mein Waqya Hy? Ans:- Peshawar (Sarhad) Mein. Q:- Pakistan Kay Kis Shehir Ka Purana Name Parash Pur Tha? Ans:- Peshawar Ka. Q:- Pakistan Ka Khushak Tehreen Sooba Konsa Hy? Ans:- Balochistan. Q:- Halal.e.Ahmer Ka Dusra Name Kia Hy? Ans:- Red Cross. Q:- Dunya Ka Sab Se Bara Matti Ka Bandd Konsa Hy Aur Ye Kahan Hy? Ans:- Mangla Pakistan Mein Waqya Hy. Q:- Pakistan Kay Bannay Walay 3rd Behri Jahaz Ka Name Kia Hy? Ans:- Lalazar. Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara Power House Kahan Waqya Hy? Ans:- Hyderabad. Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara Qabristan Kis Shehir Mein Hy? Ans:- Thatha Sindh Mein. |
Re: Maloomat e Pakistan
Very NIce
|
Re: Maloomat e Pakistan
Achi malomaat hei
|
Re: Maloomat e Pakistan
Thanks
|
Re: Maloomat e Pakistan
Niceeee ShaarinG
|
Re: Maloomat e Pakistan
very nice ..........
|
Re: Maloomat e Pakistan
Thanks
|
Re: Maloomat e Pakistan
very nice
|
Re: Maloomat e Pakistan
Very Nice Sharing
|
Re: Maloomat e Pakistan
Thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 05:23 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.