![]() |
topic poetry
muhabbat
Mohabaton mai shumar kisa yaqeen kaisa guman kaisa urooj kaisa zawal kaisa sawal kaisa jawab kaisa mohabtain to mohabtain hai mohabaton mai hisab kaisa..... |
احساس
اپنے احساس سے چھو کر مجھے صندل کر دو میں صدیوں سے ادھورا ہوںمکمل کر دو نہ تمہیں ہوش رہے اور نہ مجھے ہوش رہے اس قدر ٹوٹ کے چاہو مجھے پاگل کر دو تم ہتھیلی کو میرے پیار کی مہندی سے رنگو اپنی آنکھوں میں میرے پیار کا کاجل کر دو اس کے سائے میں میرے خواب اٹھیں گے میرے چہرے پہ مہکتا ہوا آنچل کر دو دھوپ ہی دھوپ ہوں میں ٹوٹ کے برسو مجھ پر میں تو صحرا ہوں مجھے پیار کا بادل کر دو وصی شاہ |
nice poetry ji
|
nyc
|
buhat buhat shukria anjani ji n shayan ji
|
tum azm walay ho
bala ka zabt rekhtay ho tumhein koch b nahi ho ga mager dekho... jisay tum choor jatay ho usay to teek se shaid bicharna b nahi ata tum to azm walay ho usay mat choor k jana... |
MOHABBAT THAHAR JAATI HAI
Mohabbat Thahar Jaati Hai Hum aksar yeh samajhtay hain Jisay hum piyaar kartay hain Usay hum bhool baithay hain Magar aisa nahin hota Mohabbat daimi such hai Mohabbat thahar jaati hai !!! Hamari baat kay andar Mohabbat baith jaati hai Hamari zaat kay andar Magar yeh kam nahin hoti Kisi bhi dukh ki soorat mein Kabhi koi zaroorat mein Kabhi anjaan se gham mein Kabhi lehjay ki thandak mein Udaasi ki zaroorat mein Kabhi baarish ki soorat mein Hamari aankh kay andar Kabhi aab-e-rawan ban kar Kabhi qatray ki soorat mein Bazahir aisa lagta hai Usay hum bhool baithay hain Magar aisa nahin hota Magar aisa nahin hota.... Yeh hargiz kam nahin hoti... MOHABBAT THAHAR JAATI HAI.. !!! __________________ |
tum bin jana
tum ne ehud lia tha jana tum se bicher ker khush rehna hai dekh lo jana kitni khush hon tum bin khush hon laikan meri aankh ka kajal meray labon per jami udasi meri nazmon, meri gazlon k lafzon main gehra dukh hai teray bin main kitni khush hon sari rasmein nibha rahi hon.... |
veryyyyyyyyyy niceeeeeeeeeeee
|
buhat shukria zaha siso
|
All times are GMT +5. The time now is 11:31 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.