![]() |
tera badan hai k ye ainon ka dariya hai
bichar k mujh se kabhi tu ne ye bhi socha hai adhura chand bhi kitna udas lagta hai ye wasl ka lamha hai ise rayegan na samajh k is k bad wahi duriyon ka sahara hai kuch aur der na jharta udasiyon ka shajar kise khabar tere saye main kaun baitha hai ye rakh-rakhao muhabbat sikha gai us ko wo ruth kar bhi mujhe muskura k milta hai main kis tarah tujhe dekhun nazar jhijhakti hai tera badan hai k ye ainon ka dariya hai |
Re: tera badan hai k ye ainon ka dariya hai
Very Nice
|
Re: tera badan hai k ye ainon ka dariya hai
thanx ji ...
|
Re: tera badan hai k ye ainon ka dariya hai
Nice.....
|
Re: tera badan hai k ye ainon ka dariya hai
thanxxx
|
Re: tera badan hai k ye ainon ka dariya hai
Very Nice Sis
|
Re: tera badan hai k ye ainon ka dariya hai
thanx ..
|
All times are GMT +5. The time now is 05:48 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.