![]() |
zamanay beet jatay hain
Muqaddar azmane main zamanay beet jatay hain Muradain dil ki panay main zamanay beet jatay hain Rakhta agar koi himat azhar-e ulfat ki Zaban par baat lane main zamanay beet jatay hain Muhabat zindagi main jo bari mushkil se milti hai Magar us kay nibahne main zamanay beet jatay hain Agar ik bar ankhon main achanak a basay koi Usay dil se bhulane main zamanay beet jatay hain.. |
Re: zamanay beet jatay hain
Very nice
|
Re: zamanay beet jatay hain
,,:bu:
|
Re: zamanay beet jatay hain
very nice
|
Re: zamanay beet jatay hain
Thanxz to all :)
|
Re: zamanay beet jatay hain
:super:
|
All times are GMT +5. The time now is 02:59 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.