![]() |
Main ab sonay say darta hun
Kaha tha na!!! Mujhay is tarah sOtyay huay mut chOr ker jana Mujhay bay shak jagaa dena Bataa dena MOhatbat k safar main saath meray chal nahin sakti Judai k safar main saath mera day nahin sakti Tumhain rasta badalna hai Meri hud say nikalna hai Tumahin kis baat ka dar tha Tumhain janay nahin deta Kahin per Qaid ker leta Aray paGli!! MOhabat ke tabiyat main Zabardasti nahin hOti Jisay rasta badalna hO Usay rasta badalnay say Jisay hud say nikalna hO Usay hud say nikalnay say Na kOi rOk paya hai na kOi rOk payay ga Mujhay bay shak jagaa deti Tumahin kis baat ka dar tha Main tum kO dekh he laita Tumahin kOi DUAa deta Kam az kam yOun tO na hOta Meray saathi haQeeqat hai Tumaharay baad khOnay k liay kuch bhi nahin baQi Lakin ab khOnay say darta hun MAIN AB SONAY SAY DARTA HUN……. |
vvvvvvvvv nice munda ji
|
Vry Nice .. Keep it up ! |
Thanks urooj & sooli jee |
NYC Sharing
|
Thanks janab |
All times are GMT +5. The time now is 06:41 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.