![]() |
Ek kahani ek haqeqat
Bahar ka wo mosam tha har so ujala pehla tha khushiyon say bhara har lamha tha har phool ka rang nirala tha panchi ka geet suhana tha har tarf mohabat bikhri thi nafrat or hasd ka nam na tha ye shehar bhi kaisa nirala tha har koi yahan ka diwana tha phir najany kaisi hwa chali khushiyan sab ki phir mand pari phir nafrat nay wo kam kia mohabat ko hr dil say dour kia phir khud garzi nay dilon pe raj kia akhir ko wo shehar barbad hua har so andhera phel gaya pr, chota sa dia hai ab bhi roshan shayad k, phir say wo shehar abad hojay or dilon ki duri khatum hojay |
very nice..
|
zabardast vvvvvvvvvv vvvvvvvvvvvvvvvvv niceeeeeeee
|
0sum... :missyou:
|
All times are GMT +5. The time now is 12:16 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.