![]() |
sakoon ki talaash
sakoon kay darwazay per bhikariyoun ki terha na jaana balkay baadshah ki terha jaana jhoomtay jhaamtay deatay bikhartay jaana....
kya tumhay maloom nahi kay bikhariyoun per har dawaza band ho jaata hai..... aur bhikari kon hota hai jo maangay sadaaa day jo taqaza karay... aur shehanshah kon hota hai jo day atta karay aur lutata jayee.... bus jis raah say b guzroo baadshah ki terha guzroo shehanshah ki terha guzroo bus jahaan say guzroo deatay jayoo beghair kissi mutleb kay kissi b shart kay beghair lutatay jayoo aisay he aap ko sakoon millay ga Ashfaq Ahmed |
All times are GMT +5. The time now is 05:20 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.